Surah Hud Verse 10 - Urdu Translation by Abul Ala Maududi
Surah Hudوَلَئِنۡ أَذَقۡنَٰهُ نَعۡمَآءَ بَعۡدَ ضَرَّآءَ مَسَّتۡهُ لَيَقُولَنَّ ذَهَبَ ٱلسَّيِّـَٔاتُ عَنِّيٓۚ إِنَّهُۥ لَفَرِحٞ فَخُورٌ
Aur agar us museebat ke baad jo uspar aayi thi hum usey niyamat ka maza chakhate hain to kehta hai mere to sarey diladdar(sakhtiyan) paar ho gaye, phir woh phoola nahin samata aur akadne lagta hai