Surah Hud Verse 101 - Urdu Translation by Abul Ala Maududi
Surah Hudوَمَا ظَلَمۡنَٰهُمۡ وَلَٰكِن ظَلَمُوٓاْ أَنفُسَهُمۡۖ فَمَآ أَغۡنَتۡ عَنۡهُمۡ ءَالِهَتُهُمُ ٱلَّتِي يَدۡعُونَ مِن دُونِ ٱللَّهِ مِن شَيۡءٖ لَّمَّا جَآءَ أَمۡرُ رَبِّكَۖ وَمَا زَادُوهُمۡ غَيۡرَ تَتۡبِيبٖ
Humne unpar zulm nahin kiya, unhon ne aap hi apne upar sitam dhaya. Aur jab Allah ka hukum aa gaya to unke woh mabood jinhein woh Allah ko chodh kar pukara karte thay unke kuch kaam na aa sakey. Aur unhon ne halakat o barbadi ke siwa unhein kuch faiyda na diya