Surah Hud Verse 123 - Urdu Translation by Abul Ala Maududi
Surah Hudوَلِلَّهِ غَيۡبُ ٱلسَّمَٰوَٰتِ وَٱلۡأَرۡضِ وَإِلَيۡهِ يُرۡجَعُ ٱلۡأَمۡرُ كُلُّهُۥ فَٱعۡبُدۡهُ وَتَوَكَّلۡ عَلَيۡهِۚ وَمَا رَبُّكَ بِغَٰفِلٍ عَمَّا تَعۡمَلُونَ
Aasmaano aur zameen mein jo kuch chupa hua hai sab Allah ke qabze qudrat mein hai. Aur sara maamla usi ki taraf rujoo kiya jata hai. Pas (aey Nabi) tu uski bandagi kar aur usi par bharosa rakh. Jo kuch tumlog kar rahey ho tera Rubb ussey bekhabar nahin hai