Surah Hud Verse 20 - Urdu Translation by Abul Ala Maududi
Surah Hudأُوْلَـٰٓئِكَ لَمۡ يَكُونُواْ مُعۡجِزِينَ فِي ٱلۡأَرۡضِ وَمَا كَانَ لَهُم مِّن دُونِ ٱللَّهِ مِنۡ أَوۡلِيَآءَۘ يُضَٰعَفُ لَهُمُ ٱلۡعَذَابُۚ مَا كَانُواْ يَسۡتَطِيعُونَ ٱلسَّمۡعَ وَمَا كَانُواْ يُبۡصِرُونَ
Woh zameen mein Allah ko bay-bas karne waley na thay aur na Allah ke muqable mein koi unka haami (protector) tha. Unhein ab dohra (double) azaab diya jayega. Woh na kisi ki sun hi sakte thay aur na khud hi unhein kuch soojhta tha