Surah Hud Verse 24 - Urdu Translation by Abul Ala Maududi
Surah Hud۞مَثَلُ ٱلۡفَرِيقَيۡنِ كَٱلۡأَعۡمَىٰ وَٱلۡأَصَمِّ وَٱلۡبَصِيرِ وَٱلسَّمِيعِۚ هَلۡ يَسۡتَوِيَانِ مَثَلًاۚ أَفَلَا تَذَكَّرُونَ
In dono fareeqon ki misal aisi hai jaise ek aadmi to ho andha behra aur dursa ho dekhne aur sunne wala. Kya yeh dono yaksan ho sakte hain? Kya tum (is misaal se) koi sabaq nahin letey