Surah Hud Verse 3 - Urdu Translation by Abul Ala Maududi
Surah Hudوَأَنِ ٱسۡتَغۡفِرُواْ رَبَّكُمۡ ثُمَّ تُوبُوٓاْ إِلَيۡهِ يُمَتِّعۡكُم مَّتَٰعًا حَسَنًا إِلَىٰٓ أَجَلٖ مُّسَمّٗى وَيُؤۡتِ كُلَّ ذِي فَضۡلٖ فَضۡلَهُۥۖ وَإِن تَوَلَّوۡاْ فَإِنِّيٓ أَخَافُ عَلَيۡكُمۡ عَذَابَ يَوۡمٖ كَبِيرٍ
Aur yeh ke tum apne Rubb se maafi chaho aur uski taraf palat aao to woh ek khaas muddat tak tumko accha samaan e zindagi dega aur har sahib-e-fazl ko uska fazal ata karega. Lekin agar tum mooh pherte ho to main tumhare haqq mein ek baday haulnaak din ke azaab se darta hoon