Surah Hud Verse 56 - Urdu Translation by Abul Ala Maududi
Surah Hudإِنِّي تَوَكَّلۡتُ عَلَى ٱللَّهِ رَبِّي وَرَبِّكُمۚ مَّا مِن دَآبَّةٍ إِلَّا هُوَ ءَاخِذُۢ بِنَاصِيَتِهَآۚ إِنَّ رَبِّي عَلَىٰ صِرَٰطٖ مُّسۡتَقِيمٖ
Mera bharosa Allah par hai jo mera Rubb bhi hai aur tumhara Rubb bhi. Koi jaandaar aisa nahin jiski choti uske haath mein na ho. Beshak mera Rubb seedhi raah par hai