Surah Hud Verse 70 - Urdu Translation by Abul Ala Maududi
Surah Hudفَلَمَّا رَءَآ أَيۡدِيَهُمۡ لَا تَصِلُ إِلَيۡهِ نَكِرَهُمۡ وَأَوۡجَسَ مِنۡهُمۡ خِيفَةٗۚ قَالُواْ لَا تَخَفۡ إِنَّآ أُرۡسِلۡنَآ إِلَىٰ قَوۡمِ لُوطٖ
Magar jab dekha ke unke haath khane par nahin badhte to woh unse mushtaba (mistrusted them) ho gaya aur dil mein unse khauf mehsoos karne laga. Unhon ne kaha “daro nahin, hum to Lut ki qaum ki taraf bheje gaye hain”