Surah Yusuf Verse 100 - Urdu Translation by Muhammad Junagarhi, Muhammad Kazim
Surah Yusufوَرَفَعَ أَبَوَيۡهِ عَلَى ٱلۡعَرۡشِ وَخَرُّواْ لَهُۥ سُجَّدٗاۖ وَقَالَ يَـٰٓأَبَتِ هَٰذَا تَأۡوِيلُ رُءۡيَٰيَ مِن قَبۡلُ قَدۡ جَعَلَهَا رَبِّي حَقّٗاۖ وَقَدۡ أَحۡسَنَ بِيٓ إِذۡ أَخۡرَجَنِي مِنَ ٱلسِّجۡنِ وَجَآءَ بِكُم مِّنَ ٱلۡبَدۡوِ مِنۢ بَعۡدِ أَن نَّزَغَ ٱلشَّيۡطَٰنُ بَيۡنِي وَبَيۡنَ إِخۡوَتِيٓۚ إِنَّ رَبِّي لَطِيفٞ لِّمَا يَشَآءُۚ إِنَّهُۥ هُوَ ٱلۡعَلِيمُ ٱلۡحَكِيمُ
aur apne taqt par apne maa baap ko ooncha bhitaya aur sub us ke saamne sajde mein gir gaye, tab kaha ke abba ji! ye mere pehle ke qwaab ki tabeer hai, mere rub ne ise saccha kar dikhaya, us ne mere saath bada ehsaan kiya, jab ke mujhe jail khaane se nikala aur aap logo ko sehraa se le aya, us eqtelaaf ke baadh jo shaitaan ne mujh mein aur mere bhaiyyo mein daal diya tha, mera rub jo chaahe us ke liye behetreen tadhbeer karne wala hai aur wo bahuth ilm wa hikmath wala hai