Surah Yusuf Verse 18 - Urdu Translation by Muhammad Junagarhi, Muhammad Kazim
Surah Yusufوَجَآءُو عَلَىٰ قَمِيصِهِۦ بِدَمٖ كَذِبٖۚ قَالَ بَلۡ سَوَّلَتۡ لَكُمۡ أَنفُسُكُمۡ أَمۡرٗاۖ فَصَبۡرٞ جَمِيلٞۖ وَٱللَّهُ ٱلۡمُسۡتَعَانُ عَلَىٰ مَا تَصِفُونَ
aur yousuf ke kurte ko jhoot moot ke qoon se qoon aalood bhi kar laye thein, baap ne kaha yo nahi balke tum ne apne dil hee se ek baath banali hai, pas sabr hee behtar hai aur tumhari banai hoyi bato par Allah hee se madad ki talab hai