Surah Yusuf Verse 30 - Urdu Translation by Abul Ala Maududi
Surah Yusuf۞وَقَالَ نِسۡوَةٞ فِي ٱلۡمَدِينَةِ ٱمۡرَأَتُ ٱلۡعَزِيزِ تُرَٰوِدُ فَتَىٰهَا عَن نَّفۡسِهِۦۖ قَدۡ شَغَفَهَا حُبًّاۖ إِنَّا لَنَرَىٰهَا فِي ضَلَٰلٖ مُّبِينٖ
Shehar ki auratein aapas mein charcha karne lagi ke “azeez ki biwi apne naujawan ghulaam ke peechey padi hui hai, muhabbat ne usko be-qaabu kar rakkha hai. Hamare nazdeek to woh sareeh galati kar rahi hai”