إِذۡ قَالَ يُوسُفُ لِأَبِيهِ يَـٰٓأَبَتِ إِنِّي رَأَيۡتُ أَحَدَ عَشَرَ كَوۡكَبٗا وَٱلشَّمۡسَ وَٱلۡقَمَرَ رَأَيۡتُهُمۡ لِي سَٰجِدِينَ
jab ke yousuf ne apne baap se zikr kiya ke abba jaan main ne gyara sitaro ko aur suraj chaand ko dekha, ke wo sab mujhe sajda kar rahe hai
Author: Muhammad Junagarhi, Muhammad Kazim