Surah Yusuf Verse 59 - Urdu Translation by Abul Ala Maududi
Surah Yusufوَلَمَّا جَهَّزَهُم بِجَهَازِهِمۡ قَالَ ٱئۡتُونِي بِأَخٖ لَّكُم مِّنۡ أَبِيكُمۡۚ أَلَا تَرَوۡنَ أَنِّيٓ أُوفِي ٱلۡكَيۡلَ وَأَنَا۠ خَيۡرُ ٱلۡمُنزِلِينَ
Phir jab usne unka samaan tayyar karwa diya to chalte waqt unse kaha, “apne sautelay bhai ko mere paas lana, dekte nahin ho ke main kis tarah paimana bhar kar deta hoon aur kaisa accha mehmaan nawaz hoon