Surah Yusuf Verse 83 - Urdu Translation by Abul Ala Maududi
Surah Yusufقَالَ بَلۡ سَوَّلَتۡ لَكُمۡ أَنفُسُكُمۡ أَمۡرٗاۖ فَصَبۡرٞ جَمِيلٌۖ عَسَى ٱللَّهُ أَن يَأۡتِيَنِي بِهِمۡ جَمِيعًاۚ إِنَّهُۥ هُوَ ٱلۡعَلِيمُ ٱلۡحَكِيمُ
Baap ne yeh daastan sun kar kaha “ dar-asal tumahre nafs ne tumhare liye ek aur badi baat ko sahal(aasaan) bana diya. Accha ispar bhi sabr karunga aur bakhubi karunga. Kya baeed hai ke Allah un sab ko mujhse laa milaye, woh sab kuch jaanta hai aur uske sab kaam hikmat par mabni hain.”