Surah An-Nahl Verse 112 - Urdu Translation by Muhammad Junagarhi, Muhammad Kazim
Surah An-Nahlوَضَرَبَ ٱللَّهُ مَثَلٗا قَرۡيَةٗ كَانَتۡ ءَامِنَةٗ مُّطۡمَئِنَّةٗ يَأۡتِيهَا رِزۡقُهَا رَغَدٗا مِّن كُلِّ مَكَانٖ فَكَفَرَتۡ بِأَنۡعُمِ ٱللَّهِ فَأَذَٰقَهَا ٱللَّهُ لِبَاسَ ٱلۡجُوعِ وَٱلۡخَوۡفِ بِمَا كَانُواْ يَصۡنَعُونَ
Allah ta’ala us basti ki misaal bayaan farmata hai jo pure aman wa itmenaan se thi, us ki rozi us ke paas ba-faraaghat har jageh se chali aa rahi thi, phir us ne Allah ta’la ki nemato ka kufr kiya, to Allah ta’ala ne ose bhook aur dar ka maza chakaya jo badhla tha un ke kartuto ka