Surah An-Nahl Verse 14 - Urdu Translation by Muhammad Junagarhi, Muhammad Kazim
Surah An-Nahlوَهُوَ ٱلَّذِي سَخَّرَ ٱلۡبَحۡرَ لِتَأۡكُلُواْ مِنۡهُ لَحۡمٗا طَرِيّٗا وَتَسۡتَخۡرِجُواْ مِنۡهُ حِلۡيَةٗ تَلۡبَسُونَهَاۖ وَتَرَى ٱلۡفُلۡكَ مَوَاخِرَ فِيهِ وَلِتَبۡتَغُواْ مِن فَضۡلِهِۦ وَلَعَلَّكُمۡ تَشۡكُرُونَ
aur darya bhi osi ne tumhaare bus mein kar diye hai ke tum us mein se (nikla hoa) taaza gosht khaao aur us mein se apne pehenne ke zeweraath nikaal sako aur tum dekhte ho ke kashtiya us mein paani cheerti hoyi (chalti) hai aur is liye bhi ke tum us ka fazl talaash karo aur ho sakta hai ke tum shukr guzaari bhi karo