Surah An-Nahl Verse 30 - Urdu Translation by Muhammad Junagarhi, Muhammad Kazim
Surah An-Nahl۞وَقِيلَ لِلَّذِينَ ٱتَّقَوۡاْ مَاذَآ أَنزَلَ رَبُّكُمۡۚ قَالُواْ خَيۡرٗاۗ لِّلَّذِينَ أَحۡسَنُواْ فِي هَٰذِهِ ٱلدُّنۡيَا حَسَنَةٞۚ وَلَدَارُ ٱلۡأٓخِرَةِ خَيۡرٞۚ وَلَنِعۡمَ دَارُ ٱلۡمُتَّقِينَ
aur parhezgaaro se pocha jaata hai ke tumhaare parvardigaar ne kya naazil farmaya hai? to wo jawaab dete hai ke acche se accha, jin logo ne bhalaayi ki un ke liye is dunya mein bhalaayi hai aur yaqinan aqirath ka ghar to bahuth hee behtar hai aur kya hee qoob parhezgaaro ka ghar hai