Surah An-Nahl Verse 61 - Urdu Translation by Muhammad Junagarhi, Muhammad Kazim
Surah An-Nahlوَلَوۡ يُؤَاخِذُ ٱللَّهُ ٱلنَّاسَ بِظُلۡمِهِم مَّا تَرَكَ عَلَيۡهَا مِن دَآبَّةٖ وَلَٰكِن يُؤَخِّرُهُمۡ إِلَىٰٓ أَجَلٖ مُّسَمّٗىۖ فَإِذَا جَآءَ أَجَلُهُمۡ لَا يَسۡتَـٔۡخِرُونَ سَاعَةٗ وَلَا يَسۡتَقۡدِمُونَ
agar logo ke gunah par Allah ta’ala un ki giraft karta to roye zameen par ek bhi jaandaar baakhi na rehta lekin wo to unhe ek waqte muqarrar tak dheel deta hai, jab un ka wo waqt aa jaata hai to wo ek saa’ath na piche reh sakte hai aur na aage bad sakte hai