Surah An-Nahl Verse 80 - Urdu Translation by Muhammad Junagarhi, Muhammad Kazim
Surah An-Nahlوَٱللَّهُ جَعَلَ لَكُم مِّنۢ بُيُوتِكُمۡ سَكَنٗا وَجَعَلَ لَكُم مِّن جُلُودِ ٱلۡأَنۡعَٰمِ بُيُوتٗا تَسۡتَخِفُّونَهَا يَوۡمَ ظَعۡنِكُمۡ وَيَوۡمَ إِقَامَتِكُمۡ وَمِنۡ أَصۡوَافِهَا وَأَوۡبَارِهَا وَأَشۡعَارِهَآ أَثَٰثٗا وَمَتَٰعًا إِلَىٰ حِينٖ
aur Allah ta’ala ne tumhaare liye tumhaare gharo mein sukunath ki jageh banaadi hai aur osi ne tumhaare liye chaupaayo ki khaalo ke ghar bana diye hai jinhe tum halka phulka paate ho, apne kooch ke din aur apne teherne ke din bhi aur un ki oon aur ruoo aur baalo se bhi us ne bahuth se samaan aur ek waqte muqarrara tak ke liye fayede ki cheeze banaayi