Surah An-Nahl Verse 89 - Urdu Translation by Muhammad Junagarhi, Muhammad Kazim
Surah An-Nahlوَيَوۡمَ نَبۡعَثُ فِي كُلِّ أُمَّةٖ شَهِيدًا عَلَيۡهِم مِّنۡ أَنفُسِهِمۡۖ وَجِئۡنَا بِكَ شَهِيدًا عَلَىٰ هَـٰٓؤُلَآءِۚ وَنَزَّلۡنَا عَلَيۡكَ ٱلۡكِتَٰبَ تِبۡيَٰنٗا لِّكُلِّ شَيۡءٖ وَهُدٗى وَرَحۡمَةٗ وَبُشۡرَىٰ لِلۡمُسۡلِمِينَ
aur jis din hum har ummath mein unhee mein se un ke muqaable par gawah khada karenge aur tujhe un sab par gawah bana kar layenge aur hum ne tujh par ye kitaab nazil farmayi hai jis mein har cheez ka shaafi bayaan hai aur hidaayath aur rehmath aur khush qabri hai musalmaano ke liye