Surah An-Nahl Verse 92 - Urdu Translation by Muhammad Junagarhi, Muhammad Kazim
Surah An-Nahlوَلَا تَكُونُواْ كَٱلَّتِي نَقَضَتۡ غَزۡلَهَا مِنۢ بَعۡدِ قُوَّةٍ أَنكَٰثٗا تَتَّخِذُونَ أَيۡمَٰنَكُمۡ دَخَلَۢا بَيۡنَكُمۡ أَن تَكُونَ أُمَّةٌ هِيَ أَرۡبَىٰ مِنۡ أُمَّةٍۚ إِنَّمَا يَبۡلُوكُمُ ٱللَّهُ بِهِۦۚ وَلَيُبَيِّنَنَّ لَكُمۡ يَوۡمَ ٱلۡقِيَٰمَةِ مَا كُنتُمۡ فِيهِ تَخۡتَلِفُونَ
aur us aurath ki tarah na ho jao jis ne apna sooth mazbooth kaathne ke baadh tukde tukde kar ke tood dala ke tum apni qasmo ko aapas ke makar ka baayes tehraao, is liye ke ek gruh dosre gruh se bada chada ho jaye, baath sirf yahi hai ke us ke ahad se Allah tumhe aazma raha hai, yaqinan Allah ta’ala tumhaare liye qayamath ke din har us cheez ko khol kar bayaan kar dega jis mein tum eqtelaaf kar rahe thein