Surah Al-Kahf Verse 32 - Urdu Translation by Abul Ala Maududi
Surah Al-Kahf۞وَٱضۡرِبۡ لَهُم مَّثَلٗا رَّجُلَيۡنِ جَعَلۡنَا لِأَحَدِهِمَا جَنَّتَيۡنِ مِنۡ أَعۡنَٰبٖ وَحَفَفۡنَٰهُمَا بِنَخۡلٖ وَجَعَلۡنَا بَيۡنَهُمَا زَرۡعٗا
(Aey Muhammad)! Inke saamne ek misaal pesh karo do shaks thay un mein se ek ko humne angoor ke do baagh diye aur unke gird khajoor ke darakhton ki baadh(fence) lagayi aur unke darmiyan kaasht (cultivation) ki zameen rakkhi