Surah Al-Kahf Verse 42 - Urdu Translation by Abul Ala Maududi
Surah Al-Kahfوَأُحِيطَ بِثَمَرِهِۦ فَأَصۡبَحَ يُقَلِّبُ كَفَّيۡهِ عَلَىٰ مَآ أَنفَقَ فِيهَا وَهِيَ خَاوِيَةٌ عَلَىٰ عُرُوشِهَا وَيَقُولُ يَٰلَيۡتَنِي لَمۡ أُشۡرِكۡ بِرَبِّيٓ أَحَدٗا
Aakhir-e-kaar hua yeh ke uska saara samrah maara gaya aur woh apne angooron ke baagh ko tattiyon par ulta pada dekh kar apni lagayi hui laagat par haath malta reh gaya aur kehne laga ke “kaash! Maine apne Rubb ke saath kisi ko shareek na thehraya hota”