Surah Al-Kahf Verse 60 - Urdu Translation by Abul Ala Maududi
Surah Al-Kahfوَإِذۡ قَالَ مُوسَىٰ لِفَتَىٰهُ لَآ أَبۡرَحُ حَتَّىٰٓ أَبۡلُغَ مَجۡمَعَ ٱلۡبَحۡرَيۡنِ أَوۡ أَمۡضِيَ حُقُبٗا
(Zara inko woh qissa sunao jo Moosa ko pesh aaya tha) jabke Moosa ne apne khadim se kaha tha ke “ main apna safar khatam na karoonga jabtak ke dono dariyaon ke sangam par na pahunch jaon, warna main ek zamana e daraaz tak chalta hi rahoonga”