Surah Al-Kahf Verse 63 - Urdu Translation by Abul Ala Maududi
Surah Al-Kahfقَالَ أَرَءَيۡتَ إِذۡ أَوَيۡنَآ إِلَى ٱلصَّخۡرَةِ فَإِنِّي نَسِيتُ ٱلۡحُوتَ وَمَآ أَنسَىٰنِيهُ إِلَّا ٱلشَّيۡطَٰنُ أَنۡ أَذۡكُرَهُۥۚ وَٱتَّخَذَ سَبِيلَهُۥ فِي ٱلۡبَحۡرِ عَجَبٗا
Khadim ne kaha “aapne dekha! Yeh kya hua? Jab hum us chattan (rock) ke paas thehre huey thay us waqt mujhe machli ka khayal na raha aur shaytan ne mujhko aisa gaafil kardiya ke main uska zikr ( aapse karna) bhool gaya. Machli to ajeeb tarah se nikal kar dariya mein chali gayi”