Surah Al-Kahf Verse 79 - Urdu Translation by Abul Ala Maududi
Surah Al-Kahfأَمَّا ٱلسَّفِينَةُ فَكَانَتۡ لِمَسَٰكِينَ يَعۡمَلُونَ فِي ٱلۡبَحۡرِ فَأَرَدتُّ أَنۡ أَعِيبَهَا وَكَانَ وَرَآءَهُم مَّلِكٞ يَأۡخُذُ كُلَّ سَفِينَةٍ غَصۡبٗا
Us kashti ka maamla yeh hai ke woh chandh gareeb aadmiyon ki thi jo dariya mein mehnat mazdoori karte thay.Maine chaha ke usey aiebdar (damaged) kardoon, kyunke aagey ek aise baadshah ka ilaqa tha jo har kashti ko zabardasti cheen leta tha