Surah Al-Baqara Verse 191 - Urdu Translation by Abul Ala Maududi
Surah Al-Baqaraوَٱقۡتُلُوهُمۡ حَيۡثُ ثَقِفۡتُمُوهُمۡ وَأَخۡرِجُوهُم مِّنۡ حَيۡثُ أَخۡرَجُوكُمۡۚ وَٱلۡفِتۡنَةُ أَشَدُّ مِنَ ٱلۡقَتۡلِۚ وَلَا تُقَٰتِلُوهُمۡ عِندَ ٱلۡمَسۡجِدِ ٱلۡحَرَامِ حَتَّىٰ يُقَٰتِلُوكُمۡ فِيهِۖ فَإِن قَٰتَلُوكُمۡ فَٱقۡتُلُوهُمۡۗ كَذَٰلِكَ جَزَآءُ ٱلۡكَٰفِرِينَ
Unse lado jahan bhi tumhara unse muqabla pesh aaye aur unhein nikalo jahan se unhon ne tumko nikala hai, isliye ke qatal agarche bura hai, magar fitna issey bhi zyada bura hai aur masjid e haraam ke kareeb jab tak woh tumse na ladein tum bhi na lado, magar jab woh wahan ladne se na chukein, to tum bhi be-takalluf unhein maro ke aise kafrion ki yahi saza hai