Surah Al-Baqara Verse 194 - Urdu Translation by Abul Ala Maududi
Surah Al-Baqaraٱلشَّهۡرُ ٱلۡحَرَامُ بِٱلشَّهۡرِ ٱلۡحَرَامِ وَٱلۡحُرُمَٰتُ قِصَاصٞۚ فَمَنِ ٱعۡتَدَىٰ عَلَيۡكُمۡ فَٱعۡتَدُواْ عَلَيۡهِ بِمِثۡلِ مَا ٱعۡتَدَىٰ عَلَيۡكُمۡۚ وَٱتَّقُواْ ٱللَّهَ وَٱعۡلَمُوٓاْ أَنَّ ٱللَّهَ مَعَ ٱلۡمُتَّقِينَ
Maah e haraam ka badla haraam hi hai aur tamaam hurmaton ka lihaz barabari ke saath hoga, lihaza jo tumpar dast darazi karey, tum bhi usi tarah uspar dast darazi karo, albatta Allah se darte raho aur yeh jaan rakkho ke Allah unhi logon ke saath hai jo uski hudood todne se paheiz karte hain