Surah Al-Baqara Verse 20 - Urdu Translation by Muhammad Junagarhi, Muhammad Kazim
Surah Al-Baqaraيَكَادُ ٱلۡبَرۡقُ يَخۡطَفُ أَبۡصَٰرَهُمۡۖ كُلَّمَآ أَضَآءَ لَهُم مَّشَوۡاْ فِيهِ وَإِذَآ أَظۡلَمَ عَلَيۡهِمۡ قَامُواْۚ وَلَوۡ شَآءَ ٱللَّهُ لَذَهَبَ بِسَمۡعِهِمۡ وَأَبۡصَٰرِهِمۡۚ إِنَّ ٱللَّهَ عَلَىٰ كُلِّ شَيۡءٖ قَدِيرٞ
qarib hai ke bijli un ki aankhe ochak le jaaye, jab un ke liye roushni karti hai to us mein chalte phirte hai aur jab un par andhera karti hai to khade ho jsate hai aur agar Allah ta’ala chaahe to un ke kaano aur ankho ko bekaar karde, yaqinan Allah ta’ala har cheez par khudrath rakhne wala hai