Surah Al-Baqara Verse 200 - Urdu Translation by Abul Ala Maududi
Surah Al-Baqaraفَإِذَا قَضَيۡتُم مَّنَٰسِكَكُمۡ فَٱذۡكُرُواْ ٱللَّهَ كَذِكۡرِكُمۡ ءَابَآءَكُمۡ أَوۡ أَشَدَّ ذِكۡرٗاۗ فَمِنَ ٱلنَّاسِ مَن يَقُولُ رَبَّنَآ ءَاتِنَا فِي ٱلدُّنۡيَا وَمَا لَهُۥ فِي ٱلۡأٓخِرَةِ مِنۡ خَلَٰقٖ
Phir jab apne hajj ke arkan ada kar chuko, to jis tarah pehle apne abaa o ajdad ka zikr karte thay, usi tarah ab Allah ka zikr karo, balke ussey bhi badkar (magar Allah ko yaad karne waley logon mein bhi bahut farq hai) un mein se koi to aisa hai, jo kehta hai ke aey hamare Rubb humein duniya hi mein sabkuch de de, aisey shaks ke liye aakhirat mein koi hissa nahin