Surah Al-Baqara Verse 203 - Urdu Translation by Abul Ala Maududi
Surah Al-Baqara۞وَٱذۡكُرُواْ ٱللَّهَ فِيٓ أَيَّامٖ مَّعۡدُودَٰتٖۚ فَمَن تَعَجَّلَ فِي يَوۡمَيۡنِ فَلَآ إِثۡمَ عَلَيۡهِ وَمَن تَأَخَّرَ فَلَآ إِثۡمَ عَلَيۡهِۖ لِمَنِ ٱتَّقَىٰۗ وَٱتَّقُواْ ٱللَّهَ وَٱعۡلَمُوٓاْ أَنَّكُمۡ إِلَيۡهِ تُحۡشَرُونَ
Yeh ginti ke chandh roz hain, jo tumhein Allah ki yaad mein basar karne chahiye, phir jo koi jaldi karke do hi din mein wapas hogaya to koi harj nahin, aur jo kuch dair zyada thehar kar palta to bhi koi harj nahin bashart yeh din usne taqwa ke saath basar kiye ho. Allah ki nafarmani se bacho aur khoob jaan rakkho ke ek roz uske huzoor mein tumhari peshi honay wali hai