Surah Al-Baqara Verse 22 - Urdu Translation by Abul Ala Maududi
Surah Al-Baqaraٱلَّذِي جَعَلَ لَكُمُ ٱلۡأَرۡضَ فِرَٰشٗا وَٱلسَّمَآءَ بِنَآءٗ وَأَنزَلَ مِنَ ٱلسَّمَآءِ مَآءٗ فَأَخۡرَجَ بِهِۦ مِنَ ٱلثَّمَرَٰتِ رِزۡقٗا لَّكُمۡۖ فَلَا تَجۡعَلُواْ لِلَّهِ أَندَادٗا وَأَنتُمۡ تَعۡلَمُونَ
Wahi to hai jisne tumhare liye zameen ka farsh bichaya, aasman ki chath banayi, upar se pani barsaya aur uske zariye se har tarah ki paidwaar nikal kar tumhare liye rizq baham pahunchaya, pas jab tum yeh jaante ho to dusron ko Allah ka madd e muqabil na thehrao