Surah Al-Baqara Verse 222 - Urdu Translation by Muhammad Junagarhi, Muhammad Kazim
Surah Al-Baqaraوَيَسۡـَٔلُونَكَ عَنِ ٱلۡمَحِيضِۖ قُلۡ هُوَ أَذٗى فَٱعۡتَزِلُواْ ٱلنِّسَآءَ فِي ٱلۡمَحِيضِ وَلَا تَقۡرَبُوهُنَّ حَتَّىٰ يَطۡهُرۡنَۖ فَإِذَا تَطَهَّرۡنَ فَأۡتُوهُنَّ مِنۡ حَيۡثُ أَمَرَكُمُ ٱللَّهُۚ إِنَّ ٱللَّهَ يُحِبُّ ٱلتَّوَّـٰبِينَ وَيُحِبُّ ٱلۡمُتَطَهِّرِينَ
aap se haiz ke baare mein sawaal karte hai, kehdi jiye ke wo gandagi hai, haalath haiz mein aurto se alag raho, aur jab tak wo paak na ho jaaye un ke qareeb na jao, haan jab wo paak ho jaaye to un ke paas jaao jahaa se Allah ne tumhe ijaazath di hai, Allah tauba karne waalo ko aur paak rehne walo ko pasand farmata hai