Surah Al-Baqara Verse 262 - Urdu Translation by Muhammad Junagarhi, Muhammad Kazim
Surah Al-Baqaraٱلَّذِينَ يُنفِقُونَ أَمۡوَٰلَهُمۡ فِي سَبِيلِ ٱللَّهِ ثُمَّ لَا يُتۡبِعُونَ مَآ أَنفَقُواْ مَنّٗا وَلَآ أَذٗى لَّهُمۡ أَجۡرُهُمۡ عِندَ رَبِّهِمۡ وَلَا خَوۡفٌ عَلَيۡهِمۡ وَلَا هُمۡ يَحۡزَنُونَ
jo log apna maal Allah ki raah mein qarch karte hai phir us ke baadh na to ehsaan jataate hai, na eza75 dete hai, un ka ajr un ke rab ke paas hai, un par na to kuch khauf hai na wo udaas honge