وَإِن كَانَ ذُو عُسۡرَةٖ فَنَظِرَةٌ إِلَىٰ مَيۡسَرَةٖۚ وَأَن تَصَدَّقُواْ خَيۡرٞ لَّكُمۡ إِن كُنتُمۡ تَعۡلَمُونَ
Tumhara qarzdaar tangdast ho, to haath khulne tak usey mohlat do, aur jo sadaqa kardo to yeh tumhare liye zyada behtar hai, agar tum samjho
Author: Abul Ala Maududi