Surah Al-Baqara Verse 57 - Urdu Translation by Abul Ala Maududi
Surah Al-Baqaraوَظَلَّلۡنَا عَلَيۡكُمُ ٱلۡغَمَامَ وَأَنزَلۡنَا عَلَيۡكُمُ ٱلۡمَنَّ وَٱلسَّلۡوَىٰۖ كُلُواْ مِن طَيِّبَٰتِ مَا رَزَقۡنَٰكُمۡۚ وَمَا ظَلَمُونَا وَلَٰكِن كَانُوٓاْ أَنفُسَهُمۡ يَظۡلِمُونَ
Humne tumpar abar ka saya (cloud to overshadow) kiya, mann o salwa ki giza tumhare liye faraham ki aur tumse kaha ke jo paak cheezein humne tumhein bakshi hain, unhein khao, magar tumhare aslaaf (forefathers) ne jo kuch kiya, woh humpar zulm na tha, balke unhon ne aap apne hi upar zulm kiya