Surah Al-Baqara Verse 60 - Urdu Translation by Muhammad Junagarhi, Muhammad Kazim
Surah Al-Baqara۞وَإِذِ ٱسۡتَسۡقَىٰ مُوسَىٰ لِقَوۡمِهِۦ فَقُلۡنَا ٱضۡرِب بِّعَصَاكَ ٱلۡحَجَرَۖ فَٱنفَجَرَتۡ مِنۡهُ ٱثۡنَتَا عَشۡرَةَ عَيۡنٗاۖ قَدۡ عَلِمَ كُلُّ أُنَاسٖ مَّشۡرَبَهُمۡۖ كُلُواْ وَٱشۡرَبُواْ مِن رِّزۡقِ ٱللَّهِ وَلَا تَعۡثَوۡاْ فِي ٱلۡأَرۡضِ مُفۡسِدِينَ
aur jab Moosa (alaihissalaam) ne apni khaum ke liye paani maanga, to hum ne kaha ke apni laathi patthar par maaro, jis se baarah chashme phoot nikle, aur har gruh ne apna chashma pehchaan liya (aur hum ne keh diya ke) Allah ta’ala ka rizkh khaao piyo aur zameen mein fasaad na karte phiro