Surah Al-Baqara Verse 79 - Urdu Translation by Abul Ala Maududi
Surah Al-Baqaraفَوَيۡلٞ لِّلَّذِينَ يَكۡتُبُونَ ٱلۡكِتَٰبَ بِأَيۡدِيهِمۡ ثُمَّ يَقُولُونَ هَٰذَا مِنۡ عِندِ ٱللَّهِ لِيَشۡتَرُواْ بِهِۦ ثَمَنٗا قَلِيلٗاۖ فَوَيۡلٞ لَّهُم مِّمَّا كَتَبَتۡ أَيۡدِيهِمۡ وَوَيۡلٞ لَّهُم مِّمَّا يَكۡسِبُونَ
Pas halakat aur tabahi hai un logon ke liye jo apne haathon se sharaa ka nawishta likhte hain (who write books with their own hands), phir logon se kehte hain ke yeh Allah ke paas se aaya hua hai taa-ke iske muawze mein thoda sa faiyda hasil karlein. Unke haathon ka likha bhi unke liye tabahi ka samaan hai aur unki yeh kamayi bhi unke liye mujeeb e halakat