Surah Taha Verse 121 - Urdu Translation by Abul Ala Maududi
Surah Tahaفَأَكَلَا مِنۡهَا فَبَدَتۡ لَهُمَا سَوۡءَٰتُهُمَا وَطَفِقَا يَخۡصِفَانِ عَلَيۡهِمَا مِن وَرَقِ ٱلۡجَنَّةِۚ وَعَصَىٰٓ ءَادَمُ رَبَّهُۥ فَغَوَىٰ
Aakhir e kaar woh dono (miyan biwi) us darakht ka phal kha gaye, natija ye hua ke fawran hi unke satr (nakedness) ek dusre ke aagey khul gaye aur lagey dono apne aap ko jannat ke patton se dhankne. Adam ne apne Rubb ki nafarmani ki aur raah-e-raast se bhatak gaya