Surah Taha Verse 123 - Urdu Translation by Abul Ala Maududi
Surah Tahaقَالَ ٱهۡبِطَا مِنۡهَا جَمِيعَۢاۖ بَعۡضُكُمۡ لِبَعۡضٍ عَدُوّٞۖ فَإِمَّا يَأۡتِيَنَّكُم مِّنِّي هُدٗى فَمَنِ ٱتَّبَعَ هُدَايَ فَلَا يَضِلُّ وَلَا يَشۡقَىٰ
Aur farmaya “tum dono (fareeq, yaani Insaan aur shaytan) yahan se utar jao, tum ek dusre ke dushman rahogey. Ab agar meri taraf se tumhein koi hidayat pahunche to jo koi meri us hidayat ki pairwi karega woh na bhatkega na badbakhti mein mubtala hoga