Surah Taha Verse 61 - Urdu Translation by Abul Ala Maududi
Surah Tahaقَالَ لَهُم مُّوسَىٰ وَيۡلَكُمۡ لَا تَفۡتَرُواْ عَلَى ٱللَّهِ كَذِبٗا فَيُسۡحِتَكُم بِعَذَابٖۖ وَقَدۡ خَابَ مَنِ ٱفۡتَرَىٰ
Moosa ne ( ain mauqe par giroh muqabil ko mukhatib karke) kaha “shamat ke maaron, na jhooti tohmatein (invent falsehood) baandho Allah par, warna woh ek sakht azaab se tumhara sattyanaas kardega, jhoot jisne bhi ghada woh na-murad hua”