Surah Taha Verse 69 - Urdu Translation by Abul Ala Maududi
Surah Tahaوَأَلۡقِ مَا فِي يَمِينِكَ تَلۡقَفۡ مَا صَنَعُوٓاْۖ إِنَّمَا صَنَعُواْ كَيۡدُ سَٰحِرٖۖ وَلَا يُفۡلِحُ ٱلسَّاحِرُ حَيۡثُ أَتَىٰ
Phenk jo kuch tere haath mein hai, abhi inki saari banawati cheezon ko ningle (swallow) jata hai, yeh jo kuch bana kar laye hain yeh to jaadugar ka fareb hai, aur jaadugar kabhi kamiyab nahin ho sakta, khwah kisi shaan se woh aaye”