Surah Taha Verse 88 - Urdu Translation by Muhammad Junagarhi, Muhammad Kazim
Surah Tahaفَأَخۡرَجَ لَهُمۡ عِجۡلٗا جَسَدٗا لَّهُۥ خُوَارٞ فَقَالُواْ هَٰذَآ إِلَٰهُكُمۡ وَإِلَٰهُ مُوسَىٰ فَنَسِيَ
phir us ne logo ke liye ek bachda nikaal khada kiya, yaani bachde ka buth, jis ki gaaye ki si awaaz bhi thi, phir kehne lage ke yahi tumhaara bhi maboodh hai aur Mosa(alaihissalaam) ka bhi, lekin Mosa(alaihissalaam) bhool gaya hai