كَذَٰلِكَ نَقُصُّ عَلَيۡكَ مِنۡ أَنۢبَآءِ مَا قَدۡ سَبَقَۚ وَقَدۡ ءَاتَيۡنَٰكَ مِن لَّدُنَّا ذِكۡرٗا
(Aey Muhammad), is tarah hum pichle guzre huey haalaat ki khabrein tumko sunate hain, aur humne khaas apne haan se tumko ek “zikr” (dars e naseehat) ata kiya hai
Author: Abul Ala Maududi