Surah Al-Anbiya Verse 104 - Urdu Translation by Abul Ala Maududi
Surah Al-Anbiyaيَوۡمَ نَطۡوِي ٱلسَّمَآءَ كَطَيِّ ٱلسِّجِلِّ لِلۡكُتُبِۚ كَمَا بَدَأۡنَآ أَوَّلَ خَلۡقٖ نُّعِيدُهُۥۚ وَعۡدًا عَلَيۡنَآۚ إِنَّا كُنَّا فَٰعِلِينَ
Woh din jabke aasman ko hum yun lapeit kar rakh denge jaise tumar mein awraaq lapeit diye jatey hain (leaves of paper are rolled up in a written scroll) jis tarah pehle humne takhleeq ki ibtida ki thi usi tarah hum phir uska iaada (originate) karenge. Yeh ek wada hai hamare zimme, aur yeh kaam humein bahr-haal karna hai