فَإِن تَوَلَّوۡاْ فَقُلۡ ءَاذَنتُكُمۡ عَلَىٰ سَوَآءٖۖ وَإِنۡ أَدۡرِيٓ أَقَرِيبٌ أَم بَعِيدٞ مَّا تُوعَدُونَ
Agar woh mooh pherein to kehdo “maine alal-ailaan (openly) tumko khabardaar kardiya hai. Ab yeh main nahin jaanta ke woh cheez jiska tumse wada kiya jaa raha hai qareeb hai ya door
Author: Abul Ala Maududi