Surah Al-Anbiya Verse 44 - Urdu Translation by Muhammad Junagarhi, Muhammad Kazim
Surah Al-Anbiyaبَلۡ مَتَّعۡنَا هَـٰٓؤُلَآءِ وَءَابَآءَهُمۡ حَتَّىٰ طَالَ عَلَيۡهِمُ ٱلۡعُمُرُۗ أَفَلَا يَرَوۡنَ أَنَّا نَأۡتِي ٱلۡأَرۡضَ نَنقُصُهَا مِنۡ أَطۡرَافِهَآۚ أَفَهُمُ ٱلۡغَٰلِبُونَ
balke hum ne unhe aur un ke baap dadaao ko zindagi ke saro samaan diye, yahaan tak ke un ki muddath umar guzar gayi, kya wo nahi dekhte ke hum zameen ko us ke kinaaro se ghataate chale aa rahe hai, ab kya wahi ghaalib hai