Surah Al-Hajj Verse 11 - Urdu Translation by Muhammad Junagarhi, Muhammad Kazim
Surah Al-Hajjوَمِنَ ٱلنَّاسِ مَن يَعۡبُدُ ٱللَّهَ عَلَىٰ حَرۡفٖۖ فَإِنۡ أَصَابَهُۥ خَيۡرٌ ٱطۡمَأَنَّ بِهِۦۖ وَإِنۡ أَصَابَتۡهُ فِتۡنَةٌ ٱنقَلَبَ عَلَىٰ وَجۡهِهِۦ خَسِرَ ٱلدُّنۡيَا وَٱلۡأٓخِرَةَۚ ذَٰلِكَ هُوَ ٱلۡخُسۡرَانُ ٱلۡمُبِينُ
baaz log aise bhi hai ke, ek kinaare par (khade) ho kar Allah ki ibaadath karte hai, agar koyi nafa mil gaya to, dil chaspi lene lagte hai aur agar koyi aafath aa gayi to, osi waqt mu pher lete hai, unhone duno jahaan ka nuqsaan utha liya, waaqeyi ye khula nuqsaan hai