Surah Al-Hajj Verse 2 - Urdu Translation by Muhammad Junagarhi, Muhammad Kazim
Surah Al-Hajjيَوۡمَ تَرَوۡنَهَا تَذۡهَلُ كُلُّ مُرۡضِعَةٍ عَمَّآ أَرۡضَعَتۡ وَتَضَعُ كُلُّ ذَاتِ حَمۡلٍ حَمۡلَهَا وَتَرَى ٱلنَّاسَ سُكَٰرَىٰ وَمَا هُم بِسُكَٰرَىٰ وَلَٰكِنَّ عَذَابَ ٱللَّهِ شَدِيدٞ
jis din tum ose dekh loge, har doodh pilaane waali apne doodh peete bacche ko bhol jayegi aur tamaam hamal waaliyo ke hamal gir jayenge aur tu dekhega ke log mad’hoosh dikhaayi denge, halaan ke dar haqiqath wo matwaale na honge, lekin Allah ka azaab bada hee saqt hai