Surah Al-Hajj Verse 30 - Urdu Translation by Muhammad Junagarhi, Muhammad Kazim
Surah Al-Hajjذَٰلِكَۖ وَمَن يُعَظِّمۡ حُرُمَٰتِ ٱللَّهِ فَهُوَ خَيۡرٞ لَّهُۥ عِندَ رَبِّهِۦۗ وَأُحِلَّتۡ لَكُمُ ٱلۡأَنۡعَٰمُ إِلَّا مَا يُتۡلَىٰ عَلَيۡكُمۡۖ فَٱجۡتَنِبُواْ ٱلرِّجۡسَ مِنَ ٱلۡأَوۡثَٰنِ وَٱجۡتَنِبُواْ قَوۡلَ ٱلزُّورِ
ye hai, aur jo koyi Allah ki hurmato ki taazeem kare, us ke apne liye, us ke rab ke paas behetri hai aur tumhaare liye chau paaye jaanwar halaal kar diye gaye, bajuz un ke jo tumhaare saamne bayaan kiye gaye hai, pas tumhe butho ki gandagi se bachte rehna chahiye aur jhooti baath se bhi parhez karna chahiye